Sunday, November 22, 2009

ज़िन्दगी सहेज ली

ज़िन्दगी ताक पर रक्खी हुई थी
महीनों से
आज धूल झाड़ते नज़र पड़ी

सोचा फेंक दूँ
फ़िर उठाया
ज़रा सा साफ़ किया
और रख लिया
कुछ पुराने सामन की तरह
क्या पता जाने कभी कुछ काम आए .........

2 comments:

Anonymous said...

hum sabhi log aisa hi karte hain na ! ...tumne shabdo me acche se daal diya.

humko kai baar lagta hai ki 'jindagi taak pe rakhi hai' ye pahchaan bhi sake, itna bhi izzat nahi de paate hain har baar hum 'jindagi' ko. [apni aur doosro ki 'jindagi' ko]

kam-se-kam tum wo to kar lete ho.

keep it up

Anonymous said...

"socha fek du"

kitni baar humlog kitne alag alag bhaw se gujarte hain na, iss jeevan ko le ke,

uljhan, umeed, ulaas, unmaad

aur fir uss unmaad ko kaise banaye rakhe, isski uljhan.

sab kuch arth-heen sa kyu lag raha hai.
kuch hai jo sunn nahi paa rahe hain hum,
kuch hai jo kah nahi paa rahe hain hum.